Khwaab
Question
Raatko ek dekha h hum hmari ammi aur beta hum log ek jagah gae h mountain h bht saare waha upar pohche to kch ghar h sabke darwaze band h ek dawraza khula h waha ek buzurg kch baccho ho kuraan shareef pdha rahe h aur humlogo ko dekh kr hme unke ghr mai bula liya.
Answer
Achcha khwaab he. Rowzana ghar me fazaail-e-aamaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem kare ghar waalo ke saat owr kuch waqt nikaalde Qur'an Shareef parhne ke lia.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.