Tasweer ke kamrah me namaaz parhna
Question
Hamaari dewaaro par tasweere banaai he wo khudi banti he lekin wo ziyaada ammi ko hi nazar aati he hame kabhi kabhi lagta he to kiya aysi jaga namaaz ho jayegi?
Answer
Jahaa tak ho sake tasweero ko hata karke namaaz parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.