Wurasaa ku mahroom karna
Question
Waalid sahb ka ghar ha bhai 4 ha 2 bahna 2 bhai kirya la jata 2 rah raha bhno ko to aik rupya nahi leti ami hayat ha qbu ki apnj pension bhi leti ha phir bhi pareshn rahti bhaik jo rahta narqz hota kq 2 jo gaya kiraya lenq kyou atta 40.000 kiraya ata 20.000 2 bhai la jata 20.ami baqi 2 pa karch karti saryat kq hukm kya ha kindly reply.
Answer
Ye tareeqah ghalat he. Behen bhai aur ma sab ke hisse he marhoom ke meeraath me. Aur kisee ka qabdha kar lena aur doosro ko mahroom kar lena ye sakht haraam he. Apne peth me jahannum ke aag barh rahe he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.