Haidh ke ba'd humbistari karna

· 28 Dhuʻl-Hijjah 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke MasaailHaiz, Istihaazah owr Nifaasurduhaidhsexual relations

Question

Mera sawal he ke meri wife ko mahwari kabhi 5 days kabhi 6 days aati he aur 7th day ko wo gusl karti he to last month usko 5 days hi khun gaya 6th day ko usne gusl kiya To agar humne us din humbistri ki to Kya ye jayaz huwa ya nahi agar nahi to iska koi kaffara he kya

Answer

Awrat ki aadat uske aakhiri haidh ke mutaabiq hogi. Jab uski aakhiri haidh ki aadat paanch din tha, to is mahine me bhi uski haidh ki aadat paanch din he. Lihaza jab aadat ke upar uska khoon band huwa owr ghusal karne ke bad humbistari huwi, to tum downo gunehgaar nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.