Umrah karne ka tareeqa
Question
Me transfer ho ke kam k silsely main Makkah aaya ho compani ma job karta ho. Ab main umraa karna chataa ho mery ley kea hukom he?
Answer
Umrah ka ihraam baand karke umrah ko shuroo karte he. Ihraam to Haram se baahar jaa karke baand le, mathalan Musjid Aishah, Tan`eem me aur haram ke andar daakhil karke tawaaf karle aur tawaaf ke bad 2 rakaat namaaz parhle. Phir safa marwa ka saee kare aur uske ba`d sar ke bal moond daale.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.