Kya Allah talaaq ko maaf karta hai?

· 10 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqasking for forgiveness

Question

Kya Allah pak talaaq maaf karta hai agar sache dill se chaho toh?

Answer

Talaaq to ho hee gaya. Talaaq to maaf hota nahi. Albatta be-dharoorat talaaq dene ki wajah se jo gunah he woh gunah maaf hoga. Albatta talaaq waaqi to ho hee gaya.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.