Gaai me paanch hissa karna

· 15 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaaniurduaqeeqahsharescow

Question

Aqeeqah k main kitnay hissay keye ja saktay hain? Mene ek gaen (cow) main 2 larkon or 1 larki ka aqeeqah karna hay. Logon se suna hay gaen (cow) main 7 hissay krain 5 aap k bachon kay 1 hissa ghareebon ka 1 hissa Allah naam ka aisy 7 hissay hongay. Kya ye saheeh hay?

Answer

Theek he. Dar haqeeqat ye sab Allah ke naam par he lekin paanch hisso bachcho ki taraf se chatah khuda ke naam par kare aur thawaab ghareebo keliye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.