Talaaq ke ba'd iddat me bethna

· 20 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhawateen ke MasaailIddaturduiddatrunning away from home

Question

Mere chote chacha ke 5 bache hn jinme 2 doodh pite bache hn. Chote chacha ki biwi ghar se bhaggai hn kisi or ladke kepas apne 2 doodh pite bache ko lekar. Ab hamare chacha apne susral me kerae hn or kehte hn mene divorce dedi h apni bivi ko. Muje ye bataen shariat ke hawale se unhone jo divorce di h wo qabool h ya nai kyunke unki bivi hamari chachi to iddat me bi nai bethi kyunke talaaq ke bad iddat me to betna parta hai na? Wo bs bhaggai ghar se n koi contact nai h ab?

Answer

Iddat me apne makaan ke andar rehna dharoori he. Makaan se baahar nikal jaana bohot bura he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.