Kufriya kalimaat
Question
Mufti sb ya bta dain ek shaks ki bt main na bus sunni hi thi student h wo kch u kah raha tha ka us univerrty ka student bare like pta nahi kia un par wahi utarti he mazallah kya ya kufriya jumla h ya nahi plz bta dain.
Answer
Agar ye lafz daant ke tor par kehdi gayi to istilaahi wahi muraad huwa nahi karta. Chunaanche ye kufr ka lafz nahi huwa. Albatta ihtiyaat ka taqaadha ye he ke ayse alfaaz ko istimaal ne kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.