Waalid ki marzi ke beghair shaadi karna
Question
Agar koi baalig ladki apni marzi se nIkah kar le aur uske walid naraz ho aur phir uske walid faut ho jaaye to is surat mein us ladki ko kya karna chahiye?
Answer
Taubah karni chaahiye aur walidayn keliye isaale thawaab karni chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.