Bimaari ki wajah se namaaz ko qaza karna

· 25 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazBimaar ki NamaazQadha Namaazurdusalaah

Question

Meri biwi ke wade hamal ke bad ilaaj chal raha he jis ki wajah se sharmgaah ke andar dawai rakhni parti he. Muje ye poochna he ke is haal me namaaz parhi ja sakti he?

Answer

Jee ha Namaaz har haalat me parho agarche aap bimaar ho. Namaaz qaza karna bohot bara guna he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.