Aabru ka baal kaatna

· 27 Muharram 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaatBaalo ke ahkaamAabru ke baal nikaalnaurdueyebrow

Question

Kya husband k ijaazat ke bad aabroo ke baal kaatna jaaiz hai?

Answer

Biwi ke liye aabru ka kaatna jaaiz nahi he kwaa uska shohar usku ijaazat de ya na de. Agar shohar usse kaatne ku kahe aur wo uski baat mane aur kaate, to dono gunehgaar honge. Hadith Shareef me aayaa ke jo log aabru ke baal kaate to un par Allah Tala ki lanat he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.