Haidh ke doran pehnay huwe kapre
Question
Mujhe ye poochna tha ke agar haidh ke doraan pehne huwe kapre saf ho aur haidh ke ghusal ke bad dobara pehne jaye to kya wo paak honge aur kya un kapro me namaz ho jayegi? Jab ke un par koi daag bhi na laga ho.
Answer
Paak he
Namaaz bhi us ke andar parhi jaasakti he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.