Kaafir Musalmaan ho kar qaadhi ban sakta
Question
کیا اسلامی ملک کا قاضی القضاء رانا بگوان داس ہوسکتا ہے ؟ حلانکہ ترجمہ ۔۔۔۔۔۔ میں نے جو کچھ نازل کیا ہے یعنی قرآن پر فیصلہ نہ کرنے والے کافر ہے ۔۔۔۔۔۔المائدہ
Answer
Agar ye saheeh sachche musalmaan ho gaye aur uske andar qadhaa ki salaahiyyat ho aur ilm bhi uska pukhta ho taqwa diyaanat me kisee qism ki kamzori ne ho to woh qaadhi banaaya ja sakta he. Albatta Rana ka naam badalna dharoori hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.