Wa'dah lena ke rishta haraam he

· 3 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannaturdupromise

Question

Mere husband se akdin mere jhagre ho gaye. Gusse aur dukh mai maine khudse wada kar liya ke agar mai khud unke pass/karib gayi to humare rishte haram ho jayegi. agar mai unki pass gayi to kya humare rishta haram ho jayegi? Aj mujhe meri galti ki ehsaas ho rahi hai. Mai bohot sarminda hoon. Kyunki aksaath rehte huye ak dusre ki karib ana parti hai mai kya karu mai unki pass jana chahti hoon.

Answer

Rishta to haraam nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.