Taziyati jalsah aur urs shareef rakhna

· 4 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsAqeedaurduaqaaidta'ziyahjalsa

Question

Mere walid ko guzarne se ek saal hone wala hai or hum sab unke isaal e swab ke liye jlse ka program rkh rhe h walid 3 mahine ki lammbi bimari ke baad guzar gaye mere walid ke bhot mureed hai humara silsila gos e azam ke khandan se h walid gos e paak ki 25 vi pidhi me the ab aap ye btae k urs mubarak likheana shi hoga ya nhi yha kai mufti se pucha to unhone kha koi harz nhi piron ki olad ho.

Answer

Hadhrat Ghous-e-A`zam ne kabhi taziyati jalsah nahi kya, ne urs shareef kya. Aap kayse kehte ke Ghous-e-A`zam ke tareeq me ho aur unke tareeq ke khilaaf kar rahe ho. Taubah karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.