Kabah Shareef ka ghilaaf ki ziyaarat karna
Question
Mera sawal ha k Islamabad k centaurus mall ma Khana Kabah ki chadar layi gayi ha kya udr ja k ghilaaf ko bossa daina chahye ya dua krni chahye?
Answer
Bila shubah Kabah Shareef ka gilaaf barkat ki cheez he. Lekin us ki ziyaarat ke lia mustaqil safar karna munaasib nahi he. Issy tarah us ke paas dua karna owr bosaa dena saabit nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.