Jannat naam rakhna

· 5 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaamourdunamejannah

Question

Mere ghar beti paida hoi hai meri mother uska name jannat rakhna chati hai. Kia hum jannat name rakh saktey hai Q ke jannattul firdous hota hai aur mera name owais hai to yeh jannat owais hoga. Jannat aik bohat hi ala jaggah hai.

Answer

Naam ghalat nahi he. Lekin is naam se behtar ye he ke pehle zamaane ke neak lowgo ke naamo me se koi naam bachchi ke lia rakha jaai jaise Faatima, Aaisha, Aamina, Hafsa, waghairah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.