Fatihah aur gyaarwi shareef

· 11 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsJanaazahurduniazfaatiya

Question

1. Mujhe yeh maloom krna hy ky fatiha(Niaz) krna sahi hy?

2. Jis tarah 11 shareef ki fatiha (Niaz) ki jati hy or salam perha jata kia yeh sb sahi hy?

Answer

1. Ye baate sab be-asal he. Murde ki taraf se sadqah karlo, Qur'aan parhlo us se usko bohot ziyaadah faaidah hoga.

2. Ye bhi sab be-asal baate he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.