Talaaq ke saat Insha Allah kehna

· 18 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTalaaqurdutalaaqinsha allah

Question

Mene apni biwi ko ye kaha k agar apne cousin se galey ya hath milaogi to Insha Allah rishta khatam hojayga. Magar mera maqsad talaq ka hrgiz ni tha. Mene us k bad kaha bhi k meri bat ko serious mt lena. Please batayn k agar aysa krne se rishta khatam hojayga mera.

Answer

Rishta khatam nahi huwa 'insha Allah' kehne ki wajah se.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.