Shohar biwi ki khwahishaat poora nahi karta
Question
Agr shohar biwi ki izzat na kry or hr jga burai kry tu wo kia kry or agr shohar biwi ko sexually bhi khush na rakh sky tu phr wo biwi kia kry?
Answer
Agar buraai karta ho aur uski khwahishaat ko bhi poora nahi karta aur biwi usko bardaasht nahi kar paa rahi he to us se talaaq ka guzaarish karle. Kisee aur jagah shaadi karle.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.