Talaaq kisi cheez par mu'allaq karna
Question
Agar mian bv main larie hoti ha aur mian bv say kahe k aj k bhad agar tm muj par apni kamie kharch karti ho tou tm aur tmri kamie mj par haram ha plz batian k shariat main is ka kia hukam ha. Un ka rishata khatam to nei ho ga agar wo aisa karti ha
Answer
Agar aysa kare to ayk talaaq-e-baain waaqi hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.