Awrato study ke lia makaan se baahar nikalna
Question
I am 34 years old. Main jo kam bhi start krti hn nakami hoti ha hr mumkin koshesh hoti ha koi ghunah na ho toba astaghfar bhi ha but phir bhi kse kam main kamyabi ni hoti. Now start mbs study but study krte hwe headic ur dhehan kahn ur chala jata ha. Please help me I want to complete my study.
Answer
Musalmaan aurato keliye sab se behtar yahi he ke makaan ke andar rahe. Yahi unki kaamiyaabi he. Makaan se baahar nikalna aur study karna ye unke liye nuqsaan aur na kaaami he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.