Kam umar Aalim ye kehna ke "Me tumhara roohaani baap hu"

· 1 Rabiʻ II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaaturduaalimspiritualfather

Question

Agar koi kam umar aalim puri jamat ko ye kahe ki me tumhara ruhani baap hon to ye shar'an kesa he?

Answer

Agar waaqiatan logo ko faaidah pohoncha raha he apna ilm se to ye ghalat nahi. Albatta roohaani baap hone ki wajah se baap nahi banta.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.