Mia biwi alag rehne se faskh ho jata he?
Question
Main ne suna hai k agar larki baghair kisi waja k khawind ko chorr kar susraal main ziyada time rahey (Like 3 saal), jab k iss doraan mian bivi k darmiyaan kisi qisam ka rabta ya talooq na raha ho, tu iss waja se nikah fasq ho jata hai.
Answer
Faskh nahi hota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.