Ihraam napaak hojaane se ghusal waajib hota he?

· 17 Rabiʻ II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsHajj owr Umrahurduumrahihraamimpurity

Question

Ager kisi shaks ko jiryan ki bemari hy aur os ko peshaab ky baad drops aty hein tu kiya wo napaak ho ga and kiya ghusl karna wajib ho ga ya ni?

Answer

Jis hissa par peshaab ka qatra laga ho woh napaak hoga usko dhona dharoori he. Poora jism ka dhona dharoori nahi he. Albatta qatraat nikalne se wudhu toot jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.