Takhmeena laga kar qazaa namaaze ginna
Question
Me paanch waqt ki namaaz padhta hu or padhta tha aur kabhi kabhi namaaz qaza bhi hojati thi aisa karke meri bohot namaaze qaza ho chuki he yaad nahi kitni qaza huwi he to ab me qaza kaise or kitni parhu?
Answer
Takhmeena lagaade ke konsi aur kitni namaaze qaza hogayi. Jo bhi ghaalib-e-gumaan ho usko mahfooz karlo aur jald az jald poora karne ki koshish karo.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.