Udhaar ko zakaat samajh kar maaf dena

· 25 Jumada I 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailurduzakaatdebtwaived off

Question

Main ne kisi dost ka qarz ada karnay k liay us ko paisay diay udhaar k tor par. ab vo mujhay ada nahi kar sakta. kia main us ko zakat samajh kar maaf kar sakta hoon?

Answer

Zakaat is tarah se ada nahi hoga. Agar aap chaahe ke aap ki zakaat ada hojaai aur us aadmi ki qarz maaf bhi hojaai, to qarz ke miqdaar ke baraabar paise us aadmi ko de zakaat ki niyyat se phir us se kahe ke wo paise aap ko waapas kare apne qarz ke liye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.