Surah Faatiha aur Surah Ikhlaas parhne se ek Quraan ke baraabar sawaab milna

· 3 Jumada II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQur'an ke mutaalliqurduquraansurah faatihasurah ikhlaas

Question

Kya 1 bar surah fatihah aur 3 bar surah ikhlsas parhna 1 Quran parhny ky baraber ha?

Answer

Is Hadith ke lia Muhadditheen ne mukhtalif tashreeh diya. Ayk tashreeh jo aam faham ke lia asaan he, ye he ke ayk dafa subhaanallah parhna sulusul Qur'an ka sawaab he. To teen dafa parhna teen sulus ke baraabar ka sawaab hoga. Ye laazim nahi he ke teen sulus poore Qur'an parhne ke sawaab ka baraabar hoga. Jaise ke kaha jaata he dawat ke khaane me roti poore khaane ka ayk sulus tha. Ziyada roti agar milya jaai, to doowsri cheezo ke qaaim maqaam nahi hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.