Azaan ke waqt letna
Question
Maghrib ki azaan ke waqt ya kisi aur waqt ki azaan ke waqt kya leat sakte he jabke namaaz to padhni he hi azaan ke baad lekin sab kehte he magrib ki azan jab ho to leto nahi to iske peeche kya sachaai he? Aur ham let sakte he ya nahi?
Answer
Azaan ke waqt aadmi ku chahia ke namaaz ke lia tayyari kare. Wo waqt letne ka waqt nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.