Daarhi ke ek muti se ziyaada baal kaatna
Question
Darhi muthi se barhne k bad istra, blade, scissor, wagera se darhi ko sanwarna jaiz hai ya nahi or darhi ko rang colour mahandi lagana jaiz hai?
Answer
Daari agar eik muti se ziyaada ho jaai, to ziyaada miqdaar ka kaatna jaaiz he. Us ko eik muti se choti banana ya ustra istimaal karke mundaana jaaiz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.