Qasam ko torna

· 11 Jumada II 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQasam owr mannat

Question

Phlay main us insan se naraz thi bht baat b nai karna chahti thi but aapi se baat kartay huay main ne kasam utha li wo b Allah Paak ki k ab unse baat nai krungi. Main tens thi bht kaifiyat ka nai pata meri but main bht zada tens thi. Mjhe batain kia wo kasam jaiz hai agar jaiz hai to kia kafara hoga?

Answer

Agar kisee dunyawi nuqsaan ki wajah se ya zaati nuqsaan ki wajah se qasam khaaye to qasam tor kar ke kaffaarah adaa kare. Unse baat cheet karna shuroo kardo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.