Hurmat-e-musaahara
Question
Aksar hum dono mian biwi bethay hotay hain aur aik dusray ko choonay ki wajah se shehwat bhe hoti hai. isi doraan meri beti jis ki age 8 saal hai, aa ker mujhe touch krti hai lakin mai usay door ker deta hon. kia aisi sorat mai jab shehwat wife k lye ho na k kisi or k lye to kia tab bhe hurmat sabit ho jai ge chahay beti ki age 9 se bhe ziada ho tab bhe. Mukhtasar ye ke agar shahwat biwi k lye ho or beti ko touch ker le to kia tab bhe hurmat sabit ho jati hai.
Answer
Hurmat thaabit nahi hogi.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.