Guy ki doodh peena jis ko haraam khana khilaaya gaya

· 1 Shaʻban 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Farm mai cow ko agar kuch aisa cheez khilaye jo ke haram hai. Kya us guy ki doodh pina haram hai? Kya packed milk haram hai? Hume pata bhi nahi chalta kai farm owner use kya khilate hai?

Answer

Agar itna najaasat ya haraam giza khilaaya gaya ke us ke dood owr gowsht me najaasat ka asar mahsoos hota ho, to ayse jaanwar ka doodh owr gowsht makrooh-e-tahrimi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.