Biwi shaadi se pehle zina kiya to showhar kya kare?
Question
Biwi shadi se 3 saal pehlay ak larkay kay sath sex karti rahi ha shadi kay din kay bad mujy sub kuch pata chal gaya hai lakin ma kiya karo kuch samaj nahi ata har waqat tension se rehti hai kiya asi biwi ko rakhna chahiya or nahi mere shadi ko 2 saal ho gay hai or ak bacha bhi hai
Answer
Agar us ne tawbah kiya aur apni zindagi ko badaldi, to us ko maaf kare aur us ko apne nikaah me rakhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.