Jis ke saat zina kiya, us ki beti se nikaah

· 6 Shaʻban 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Agr koi shakhs kisi aurat say zina ka murtkib hoa aur phir us ki shadi us aurat ki beti say ho gaye jb k larka ehkaam e musarat say waqif na tha to kia nikah sai hoa ya nai aur kafaara kia hai is ka?

Answer

Uske saath rehna saheeh nahi. Usko talaaq dekar alag ho jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.