"Donate blood and give life" kehna

· 17 Shaʻban 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Ma aik foundation ma job karta ho jo children ka ilaj karti ha aur ya foundation zakat (sadqa) waghera par chalti ha ma school sa ja kar fund ka leya campain ke date la kar ata ho aur hamare female staff ja k lecture dete ha aur fund akhta karte ha mufti sahab ma ya pochna chahta ho k agar koi campain kar raha ho aur koi aisa ka da k blood donate karae aur zindagi da (donate blood and give life) ya kehna kya durust ha ya ya (donate blood and save life)?

Answer

Save life kehna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.