Napaak charpaai ko paak karne ka tareeqa

· 13 Shawwal 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratPaaki owr Napaaki

Question

Kya baas ki bani huwi chaarpai dhoop me sookh jaane ke baad paak tasawwur kya ja sakta he (is soorat me jabke najaasat ki jagah ka pata na chal sakta hu) jabke us ke najasat ka rang, bad boo aur asar bhi mukammal tor par zaail ho chuka ho ya phir charpaai ko dhona pare ga.

Answer

Usko dhona bhi chaahiye aur sukhaade.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.