Khaleri behn ki beti se nikaah karna
Question
Kia mai apni khaleri bhan ki beti se nikah kr sakta hu kiya ye jaij hai
Answer
Agar khaleri behn ki beti se muraad khala zaad behn ki beti muraad he, to us ke saat nikaah karna aap ke lia jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.