Qarzdaar par qurbaani waajib hoti he?

· 26 Shawwal 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsQurbaani

Question

Jis per qarz ho us per qurbani wajib hoti hy? Qurbani se pehle qarz ada krna lazmi hy ya jis k pass na ho us per b qarz le kr qurbani jaiz hy, ya qarz le kr qurbani kar sakte hy?

Answer

Agar qarz adaa karne ke liye paise na ho aise aadmi par qurbaani waajib nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.