Mumin ki hurmat Ka`bah se bhi bari
Question
Mjy iska jawab bataiye ke jab Huzoor (sallallahu alaihi wasallam) sy kisi Sahaba ny sawal kya ky Khana Kabah sy bhi koi muqaddas jaga ha tu unho ny kya jawab dya.
Answer
Hame is hadeeth ko mila ke Huzoor (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya ke mumin ki hurmat aur azmat Allah ke nazdeek Ka`bah se bhi bari.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.