Kapra napaak hone ki wajah se namaaz ko qadha karna

· 9 Dhuʻl-Qiʻdah 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQadha Namaaz

Question

Agar mazi ya wadi key qatrey daftar me me nikal aaye aur namaaz ka waqt ho raha he toh isey baghair dhoye ham namaaz nahi parh saktey toh kya ab jab daftar ka waqt khatam honey ke baad jab ghar jayenge tab namaaz parhenge zuhar aur asr qaza karni paregi kya shar'ee hukm he bata de take namaaz qazaa na ho.

Answer

Namaaz ko qadha karna bohot bara ghunaa he. Agar dhona mushkil he to aap doosre kapre ko saat rakhe. Jab namaaz ka waqt ho to us paak kapre ko phen kar namaaz parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.