Mayyit ke ghar me Quraan Shareef parhna
Question
Main poochna chahta hun k jab hum kisi k ghar taaziyat k liye jate hain tab hum kehte hain k Quraan Shareef parhain tab hum ne kya kya parna hota hy aur mayyat ko kese eesaal e sawaab krna hota hy.
Answer
Har ayk apne waqt me Quraan shareef ka kuch hissa par kar us ka sawaab mayyit ke liye phonchaade.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.