Ma ke ghar ka kiraya bachcho ko dena

· 18 Dhuʻl-Qiʻdah 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Maa ka ghar re-develop mei hai to kya maa ke ghar ka rent jo builder de raha hau us mei bhi behno ka hissa lagta hai?

Answer

Jab ma ka ghar he to uska kiraya ma apni zindagi khud istimaal kar sakti he aur jisko woh dena chaahti he woh de sakti. Maa ka haq he. Albatta apne bachcho me barabari karna, hadya tuhfah me, ye amr munaasib he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.