Zuhar ki sunnate fardh se pehle nahi parhi to kab parhi jaye?
Question
Agar zuhar ki sunnate farz parhne se pehle nahi parhi to kab parhi jayegi, chaar farz ke baad ya nafil ke baad?
Answer
Pehle zohar ki do sunnat parhe phir zohar ki chaar sunnat parhe phir akeer me do nafil parhe.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.