Ek bhai doosre bhai ka kiraya ko khana

· 6 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Mera father and mera father ka bahi dono na ek property bannahi hy, es main mera father kay barra bahi unsa dawa karty hain kay unho na ziyada mhannat ke hy. jab ka dono he bahiyon na es property ko banaya hy mil kar, or ab ya property donno bahiyon ka name hy 50/50. ab es main sa barra bahi kiraya kha raha ha or chotay bahi ko kiraya khana nhi da raha hy. mujha ya malum karna hy ya jaheez hy ya na jaheez. ho sakta hy dono main sa kese ek ke mhannat zayada bhi ho magar ab qanoon main or sharahi tariqa sa dono maliq hain ghar ka.

Answer

Ye zulm he. Is niyyat se khareeda ke aadha aadha manaafi` taqseem karenge aur agar taqseem ne kare to ye zulm aur jo apna bhai ka maal khayega to haraam kha raha he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.