Masbooq thana se shuroo kare ya Surah Faatihah se?

· 6 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazJamaat Namaaz aur ImaamatMasbooq aur Laahiq

Question

Agar banda namaaz ba jamaat me doosri, teesri ya aakhiri rakat me shaamil ho to wo sana parhe ga ya sirf surah faatihah? Aur jab imaam salaam pher de ga to wo kaha se parhna shuru kare ga?

Answer

Ayse aadmi ko masbooq kehte he. Masbooq jab apne fowt shuda rakaat keliye khare ho jaaye to thanaa se shuroo karega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.