Biwi aur ghar wale se baat cheet band karna

· 8 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Kya me apni biwi or ghar walo se bat-cheet karna band kar sakta hu? Q ke shadi ke bad meri biwi na meri bat manti hai or na ghar wale. Wo to aapas me ladte rehte hai. Esliye mujhe nahi pata kon sahi h kon galat q ke me abroad me hu. To kya me dono se bat karna band kr sakta hu?

Answer

Aap aysa na kare. Balke aap un dono se baat kare aur naseehat kare aapas me eik doosre ke huqooq poora karne ke liye aur acha bartaaw karne ke liye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.