Masbooq kab sana parhe?
Question
Agar namaaz ki ayk rakat qaza hogayi to sana kab parhi jaaye, aur jab aakhir me us rakaat ko poora kiya jaye to surah bhi parhna hota he?
Answer
Jab imaam ke salaam ke bad wo khara hojaai us faut shuda eik rakaat poori karne ke liye to wo sana parhega phir surah faatiha aur surah bhi parhega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.