Roze ki haalat me larki se bosa lena

· 23 Muharram 1440 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsRowzaQadha owr kaffaarah

Question

Me ne roze ki haalat me larki ka bosa liya or meri mani nikal gayi us larki se meri mangni huwi he ab hamaari shaadi ho chuki he mere do bache he. Baraaye meherbaani mere gunaah ki maafi ke liye dua kare aur kaffaara kya ho ga?

Answer

Sache dil se Allah Ta'ala se taubah kare. Roza toot gaya. Us ki qaza waajib he. Roze ki kaffara waajib nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.